Got a message from Deepika, my school friend of many years, staying in the city, saying “Mil jaye uljhanon se fursat to zara sochna, kya sirf fursaton me yaad karne tak ka rishta hai hum se?! ”

It so happens that we do think of our friends during the day, talk about them with different friends but somehow, the quintessential calling/messaging thing doesn’t happen for a few days on end. This one’s for all my friends who have this ‘gila’ with me πŸ™‚

Uljhein hon rozmarra ke fizul kaamon mein,
ya fursat mein sapno ke gul khilaney mein,
dost tum hameshaa zehen mein rehtein ho,
hum aajkal hain mushroof tum kehtein ho…..

A ji hum paigam parindo ko de dete hain –
subaha jo mehfil tumhare aangan mein ye sajaate hai,
tumhari yaad mein likhi hamari ghazal hi to sunaate hain,
tumhariΒ yaad mein likhi hamari…….ghazal hi to sunaate hain!